|
Blogs Man Patang, Mast Malang - Ehsaan & Loy at Coke Studio @ MTV Posted
August 04, 2012 @ 19:00 pm Watch the whole video and read up on the inspiration, the lyrics and the people behind this song!
The idea was to do a world music song, rooted in Assamese culture and music. This song is an ode to man’s fearless spirit, perfectly captured through the poetic metaphor of a spunky kite in the open sky. It also showcases the free spirit, which refuses to settle and knows not any boundaries. The song also ultimately refers to the soul being freed. The song is an interplay between Mahalaxmi Iyer and Dominique Cerejo with Assamese folk singers Banjyotsna Borgohain & Sharodi Borah providing perfect context to the setting.
Click here to watch the Short Behind the Music Video.
Click here to watch the Long Behind the Music Video.
Here's the lyrics of this song:
Siloni aai mur aagote pore,
Mann patang mann patang udney chalaa, Doriyon mein baandhne woh aasmaan, Mann patang mann patang udney chalaa, Naachtaa nidar sambhaale nannhi si jaan, Kaagazi hai, parwaaz bhi hai, yeh roke se ruktaa kahan, Laazmi hai awaaragi hai, kisiki ye paglaa hai suntaa kahan,
Mann malang mann malang mann ka bhalaa, Ho duaa salaam toh hai miltaa wahaan, Mann malang mann malang mann ka bhalaa, Rabb ka saath miltaa ye rehtaa jahaan, Paas bhi hai, talaash bhi hai, yeh dhoonde se milta kahan, Raag bhi hai bairaag bhi hai, kahin bhi kisi mein ye dhaltaa kahan
Sau rang bhar ke hai udtaa, na kisi ka dar, chinta fikar, mann kahan kartaa , Baadal ki seedhi hai chadhtaa, sab toh idhar, iskaa hai ghar, isko hai dar kya , Sab toh yahan solaa aanaa kyun gareebi ka ronaa hai yun bewajaah, Ho Dil balaa ya bhalaa hai, ye kya hai Traasdi hai mazaak bhi hai, museebat hai hal banke miltaa kahaan
Siloni aai mur aagote pore,
Mann patang mann patang udney chalaa, Doriyon mein baandhne woh aasmaan, Mann malang mann malang mann ka bhalaa, Rabb ka saath miltaa ye rehtaa jahaan, Kaagazi hai, parwaaz bhi hai, yeh roke se ruktaa kahan, Raag bhi hai bairaag bhi hai, kahin bhi kisi mein ye dhaltaa kahan
Kyaa jaane kis se hai ladtaa, kabhi jaadugar, kabhi rahbar dil banaa firtaa Khud raah apni hai chuntaa, dil ka safar, dil ke nagar, dil kiya kartaa, Kisko yahan aazmaana kya hai khona kya paana, hai yun bewajah, Dil khulaa toh mili main, mujhi mein, Aap beeti toh baat seekhi ke bus mein kisi ke ye rehtaa kahan
Siloni aai mur aagote pore, Siloni aai mur aagote pore,
CREDITS:
Tags: Benny Dayal , Coke Studio , Ehsaan Noorani , india , Inspiration , Loy Mendonsa , Lyrics , mtv , story , Manoj Yadav , behind , the music , Ibson Baruah , Dominique Cerejo , Bhanu Pratap Singh , Prakash Sontakke , Debashish Banerjee , Indrajit Sharma , (Tubby) , Gulraj Si Next: Zamana Kharab Hai - Ehsaan & Loy at Coke Studio @ MTV Previous: Subhan Allah - Ehsaan & Loy at Coke Studio @ MTV you may also like
SHOUT-OUTS
related blogs
Roadies X Journey: Of Hangmen and Spice Posted -81 days -24:-15 hr ago what's buzzin'
This Day In Music - Eminems fans hurt and 50 Cent's four week run at US charts Posted -1 days -1:-5 hr ago latest ALBUMS
by Amit Trivedi by Sachin Jigar by Vishal Shekhar by Pritam |
























